الرئيسية ← جواد العلي ← main tera hun saibaa

كلمات main tera hun saibaa

🎤 المطرب: جواد العلي
✍️ الكلمات: رقيب عالم
🎼 الألحان: جواد العلي
حجم الخط
Jawad :- main tera hun saibaa , Tu jahan main waheen Tere rahon ka main kahkashan , Tu meri hai Chandni Chitra:- Wafa ka tu hai jo aasaman , Main chaahat ki hun zameen Do dilon ke hai darmiyaan , Ishq ki ye raoshni Jawad :- Juda ek pal , Na honge ab , Aja ghar basaenge kaheen Chitra:- Wo jane rab , Ye tae hai ab , Tu jo nahi main bhi nahi Jawad :- Dil ki hai aarzoo , Tu rahe bas rubaru Tere bin ye zindagi , Jism jai se be lahu Chitra:- Teri yaadon ki thandi hawa , Mujhe le gayee waheen Jisa jagah pe tum se hua , Samna ae ye dil nashee Jawad :- Juda ek pal , Na honge ab , Aja ghar basaenge kaheen Chitra:- Wo jane rab , Ye tae hai ab , Tu jo nahi main bhi nahi Jawad :- Meri chahat ne ek angdaaee lee , Dekha tujhe jo maine Mila tha pyaar ka samandar , Tishnagi bhi lagi thi badhne Chitra:- Hai shuru meri aindagi tum se , Tumheen pe ye khatam hai Mere dill pe tere qadomon ki , Aahaton ki qasam hai Jawad :- Ho gaya dill ye year shaidaaee , Dikhe harsoo teri parchhaee Chitra:- Juda ek pal , Na honge ab , Aja ghar basaenge kaheen Jawad :- Wo jane rab , Ye tae hai ab , Tu jo nahi main bhi nahi

المزيد من أغاني جواد العلي